Wednesday, April 17, 2013

Bollywood: Gunda

My favourite five dialogues from the movie.

  • Lambu-Aata to Kafan-Chor-Neta – “Bullaaaa ! Bulla ka naam leke tu ne mera khopdi hila diya hai! Khada Kar diya hai mera.........gusse se ek ek baal khada kar diya hai! Saale ko maine doodh pila-pila kar paala..Lekin aaj woh meri chaati chabana chahta hai, meri chaati?

  • Ibu-Hatela Introduction:

         Mera naam hai Ibu Hatela,
         Maa meri chudail ke beti,
         Baap mera shaitan ka chela,
         (pointing downwards) Khayega kela? 
  • Lambu-Aata to Munni-“ Kal Bulla Allah ko pyara ho jaayega. Mera naam hai Lambu-Aata, sale ko doonga maut ka chaata.”

  • Pote to Shankar-“Hum yahaan ke dada hai Shankar, Zyaada badbad karke apni zindagi mein maut ki gadbad mat kar!”

  • Shankar to Ibu Hatela-“Aaj ke baad tujhe koi bhi Ibu Hatela nahin, Ibu Katela kahega”