My favourite five dialogues from the movie.
- Lambu-Aata to Kafan-Chor-Neta – “Bullaaaa ! Bulla ka naam leke tu ne mera khopdi hila diya hai! Khada Kar diya hai mera.........gusse se ek ek baal khada kar diya hai! Saale ko maine doodh pila-pila kar paala..Lekin aaj woh meri chaati chabana chahta hai, meri chaati?
- Ibu-Hatela Introduction:
Mera naam hai Ibu Hatela,
Maa meri chudail ke beti,
Baap mera shaitan ka chela,
(pointing downwards) Khayega kela?
Maa meri chudail ke beti,
Baap mera shaitan ka chela,
(pointing downwards) Khayega kela?
- Lambu-Aata to Munni-“ Kal Bulla Allah ko pyara ho jaayega. Mera naam hai Lambu-Aata, sale ko doonga maut ka chaata.”
- Pote to Shankar-“Hum yahaan ke dada hai Shankar, Zyaada badbad karke apni zindagi mein maut ki gadbad mat kar!”
- Shankar to Ibu Hatela-“Aaj ke baad tujhe koi bhi Ibu Hatela nahin, Ibu Katela kahega”
No comments:
Post a Comment